I was reading a blog by Rashmi Bansal. Most of the articles were normal except one. The one which began with a catchline. I may not be able to reproduce it correctly but it goes as "History and Chemistry are important for a friendship". I had to smile and chuckle in my own so very evil way.
What about Geography and Economics and Mystery? They might matter as well...
And then I happened to be listening to Nusrat's "Mast Nazaron se Allah Bachaye".
Aaj ki baat phir nahin hogi,
yeh mulakaat phir nahin hogi,
Aise baadal to phir bhi aayenge,
Aisi barsaat phir nahin hogi,
Raat unko bhi yun huaa mehsoos,
Jaise yeh raat phir nahin hogi,
Ik nazar mud ke dekhne waale,
Kyaa yeh khairaat phir nahin hogi,
Umr jalwon mein basar ho yeh zaroori to nahin,
har sab-e-gham ki sahar hi yeh zaroori to nahin,
neend to dard ke bistar pe bhi aa sakti hai,
unki aagosh mein sar ho yeh zaroori to nahin,
shaikh kartaa hai masjid mein jo sajde,
uske sajdon mein asar hi yeh zaroori to nahin,
sab ki saaki pe nazar ho yeh zaroori hai magar,
sab pe saaki ki nazar ho yeh zaroori to nahin,
Aisaa likh sakoon... bas.. aur tum?

Comments